Har koi insan kisi na kisi cheez se jarur darta hai. Ya uss cheez ka uske dil me khauf hota hai. Agar wo cheez achanak uske samne aa jati hai. Wo uske khauf se pasine se bar jata hai, aap khauf ya dar door karne ka wazifa padhe. Bachpan me bache kisi cheez ka dar apne dil me liye rakhte hai. Jab umar badhti hai to tab bhi wo ussi cheez se khauf ya darte hai.
Kisi ko jinn se dar lagta hai, to kisi ko kisi insan se khauf khata hai. Aaj hum apke dil se kisi bhi cheez ka khauf ya dar door karne ka wazifa lekar aaye hai. Jisko kisi dushman se dar ho ya aur kisi tarah ki bla ya musibat ka dar ho. Wo insan iss wazifa ko jyada se jayda padhe. Insha allah tallah khauf or dar hamesha ke liye door ho jayega.
Dar Door Karne ka Wazifa
Jab dil me dar hota hai, to wo aap kaam kabhi nhi kar sakte hai. Jab uska dar dil se nikalega, tab hi aap wo kaam me kamyab ho sakte hai, dar door karne ka wazifa, Yeh wazifa zalim badshah ya dushman aur raat ke waqt jinn ya insan ke dar ke liye hai. Inkoo juma ki raat me aadhi raat ke waqt wuzu karke likhe. Fir likhne wala subah ki namaz padh ke suraj nikalne tak zirk or tasbeeh me lga baita rhe.
Jab suraj buland ho jaye, to do rakat padhe. Paheli fatiha aur aytal qursi aur dusri me fatiha aur ‘aa m narusulu‘ se sur: tak padhe. Fir raat baar isitgfar padhe. Aur saat baar ‘hsibayllhu la llah h illahuw or allehi tawakklatu hu rabbul aashil wuzu karke yeh aayat likhe,
Dushman Ka Dar Door Karne Ka Wazifa
Har kisi insan ka dushman jarur hota hai. Jo wo hamesha darta hai. Uske dil or deemak me hamesha dushman ka dar or khauf bana rahta hai, dushman ka dar door karne ka wazifa, Wo cha kar bh uska samna nhi kar pata hai. Aur dushman uski kamzori ko janata hai. Agar aap apne dushman se preshan ho chuke hai. Aap usko hamesha ke liye door karna chahte hai.
Dushman ka khauf or dar door karne ke liye aap qurani wazifa padhe. Jisse padhne ke baad dushman bhi apse darne lag jayega. Aur apke dil se dushman ka dar bhi khatam ho jayega. Iss wazifa me itni taqat hai ki apka dushman bhi apka dost ban jayega.
Dar Aur Khauf Ka Wazifa
Kya aapko kisi cheez se dar lagta hai. Dar aur khauf kisi bhi cheez se paida ho sakta hai. Jab aap kisi office me interview dene ja rhe ho, dar aur khauf ka wazifa, Apko dar aur khauf iss baat ka hai ki apka selection hoga bhi ya nhi. Dil me tarah tarah ke khayal aate hai. Jisse dar or bhi badh jata hai. Aur aap iss interview me fail ho jate hai. Jaisa aap sochte ho, apke sath waisa hi hoga.
Dar aur khauf ka ek hi ilaj hai. Wo aap khud ko hi karna hoga. Log dil ko majboot banane ke liye quran dua padhte hai. Jiska asar tode waqt ke liye hota hai. Aaj hum apko dar aur khauf ka wazifa denge. Jise padhne ke baad apka dil or dimak majboot ban jayega. Aur bina dar aur khauf ke sabhi kaam aram se kar sakte hai.